Na jaane kyu hota hai ye jindagi ke saath
Achaanak ye mann kisi ke jaane ke baad
Kare fir uski yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyu

Jo anjaan pal, dhal gaye kal
Aaj woh, rang badal badal
Mann ko machal machal rahe hai chhal
Na jaane kyu, Woh anjaan pal

Saje bhi na mere nainon men
Tute re haaye re sapnon ke mahal

Na jaane kyu hota hai ye jindagi ke saath
Achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
Kare fir usaki yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyu

Wohi hai dagar, wohi hai safar
Hai nahin saath mere magar, ab mera hamsafar
Idhar udhar dhoondhe nazar, wahi hai dagar

Kahaan gayi shaamein, madbhari
Wo mere, mere wo din gaye kidhar

Na jaane kyu hota hai ye zindagi ke saath
Achaanak ye man kisi ke jaane ke baad
Kare fir usaki yaad, chhoti chhoti si baat
Na jaane kyu
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?