Mere khwabon me jo aaye, aa ke mujhe cheedh jaye
Mere khwabon me jo aaye, aa ke mujhe cheedh jaye
Usse kaho, "kabhi samne to aaye"
Mere khwabon me jo aaye, aa ke mujhe cheedh jaye
Usse kaho, "kabhi samne to aaye"
Mere khwabon me jo aaye...
Kaisa hai? Kon hai wo? Jaane kaha hai
Ho..,Kaisa hai? Kon hai wo? Jaane kaha hai
Jiske liye mere hothon pe haan hai
Apna hai ya begana hai vo?
Sach hai ya koi afsana hai vo?
Dekhe ghoor-ghoor ke yuhin dur dur sе
Usse kaho, meri neend na churaye
Mеre khwabon me jo aaye, aa ke mujhe cheedh jaye
Usse kaho, "kabhi samne to aaye"
Mere khwabon me jo aaye...
Jaadoo sa jaise koi chalne laga hai
Ho...,Jaadoo sa jaise koi chalne laga hai
Main kya kru? Dil machalne laga hai
"Tera deewana hun." Kahta hai wo
Chup Chup ke fir kyu rahta hai wo?
Kar baitha bhul wo, le aaya phool wo
Usse kaho, "Jaye chaand le ke aaye"

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.