0
Nusrat Fateh Ali Khan - Allah Hoo (Official Version) (Romanized) - Lyrxo Romanizations
0 0

Nusrat Fateh Ali Khan - Allah Hoo (Official Version) (Romanized) Lyrxo Romanizations

Nusrat Fateh Ali Khan - Allah Hoo (Official Version) (Romanized) - Lyrxo Romanizations
[Intro]
Aaah, aaah, aaah, aaah

[Verse 1]
Ya khuda, ya khuda
Jism mein jab tak yeh mere jaan rahay
(Ya khuda, ya khuda)
(Jism mein jab tak yeh mere jaan rahay)
Tujh pay sadqay tere mehboob pe qurbaan rahay
(Tujh pay sadqay tere mehboob pe qurbaan rahay)
Kuch rahay ya na rahay par ye dua hai ke amee'n
Nizaa ke waqt salamat mera imaan rahay
(Kuch rahay—)
(Kuch rahay ya na rahay par ye dua hai ke amee'n)
(Nizaa ke waqt—)
(Nizaa ke waqt salamat mera imaan rahay)
Teri sanaa—
Teri sanaa pe khuda waqt-e-[?] hai tu
(Aaah, teri sanaa—)
(Teri sanaa pe khuda waqt-e-[?] hai tu)
Yeh hi misaal hai teri ke bemisaal hai tu
(Yeh hi misaal hai teri ke bemisaal hai tu)
Tera kamaal hi—
Tera (Tera kamaal—)
Tera kamaal hi dunia ke har kamaal mein hai
Yeh shaan teri ke har shaan pe kamaal hai tu
(Tera kamaal hi dunia ke har kamaal mein hai)
(Yeh shaan teri ke har shaan pe kamaal hai tu)
Sanaa bashar ke liye hai, bashar sanaa ke liye
(Sanaa bashar ke liye—)
(Sanaa bashar ke liye hai, bashar sanaa ke liye)
Tamaan hamd sazawaar hai khuda ke liye
Ataa ke samne, ya rabb, khataa ka zikr hi kiya
Ke tu ataa ke liye hai, bashar khataa ke liye
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?