[Intro]
Aye yo Ink put some sauce on it!

[Verse 1: Hashim Nawaz]
Apnay ko chahiye bas shaanti apnay ko parwa ni inkay iraadon ki
Apnay ko pata na kal ka aur ye puchein kahani puraanay saalon ki
Apnay ko tere se gharz ni bhaiya
Tere ko diya hai qarz ni
Logon ki karta mein izzat par logon ki izzat hai mere pe farz ni
Mujhe dekh k hein rukkay munday carry on
Qurbaan sarhad paar jaani balidaan
Mein ne baat kari kam hua kamray mein band
Har din sala bana mera shunni waar
Jo tu rakhta mein karta wo note hai
Khaali haath aya kisi ko na chor k
Mera takht naalay mere saaray chock ye
Tor diye kalam mein ne saaray yahan mor k
Afsos sada apnay maazi pe hai
Larta khud se jang bewaja ki
Inhein lagti kyun ye mjhe kakh pata ni
Nahi jana rakam kia hai meri is kala ki
Sun
Salaam bol
Awaen haath na mila
Meri jaan chor
Kurta pehna jab k suit
Pare char coal
Munda tеz inko lagay
Meri chaal dorr
Chotay kaan khol
Ziada sonay ki aadat par loha manwaya
Hai thora kamaya aur thora ganwaya
Wo bolein sannata jo tha mera saya
Mеin thora ghabraya mera khud ko jann na zaroori tha ehhhh
Bhai tera kab ka janooni tha
Bhai tera jo tha wo bhooli na
Likhay kahani jo rakhay adhoori na
Yeahhh
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?