0
Shayar - Jokhay (Ft. JJ47 & Talhah Yunus)
0 0

Shayar Jokhay (Ft. JJ47 & Talhah Yunus)

На этой странице вы найдете полный текст песни "Shayar" от Jokhay (Ft. JJ47 & Talhah Yunus). Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Shayar - Jokhay (Ft. JJ47 & Talhah Yunus)
(Verse 1: JJ47)
Mehal o Moti Jaagirien
Dhan Dolat dushman Zanjeerien
Main dekhun bs ab khuwab barey
Chahye Haq main na hon yeh Tabieerien
Torun bandish kaha chabi rey
Dil wazni khud ko hasa bhi rahey
Main roz hi larun Ik Jung khud sey
Jeetu aur khud ko hara bhi rahey

Yeh log mujhe asrey detey
Parhey likhey ko nazrey detey
Bina par bhi main urna chahta
Parinda Samajh yeh mujhe baajrey detey
Fani yeh raaj nahi rehtey
Sir jhuktey unchey taaj nahi rehtey
Giley bhi main Karun kya
Abey chutiye! Mujhe yad nahi rehtey

Dil main jo kеhdi Khari baat
Bs krney sey darta ab Bari baat
Meri lafz hi banеy meri jaidad
Tu hai khali khali teri kainaat
Phir aye yaaad! Woh haalat
Mere log! OG! Day one sey hi sath
Tum syed ho ya achut koi
Main nahi dekhta hun Zaat watt
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности