Sir kiye jo paharon ko rakha
Zameen sey bhi uper sitaaron ko rakha
Khush bhi usney saaron ko rakha
Rab ney sambhal apney pyaron ko rakha
Suna aj kal parhney lagi ho
Maine ghar pe tabhi akhbaaron ko rakha
Tere dil main bheerd kyun lagi hai
Arey aasron main kitney bichaaron ko rakha
Udas barey hain
Tabhi glass bharey hain
Hum aesa to nahi tere paas kharey hain
Abhi badan pe bhi chand hi libaas charehy hain
Tumhe ehsaas hamien aitraz barhey hain
No! Main tere liye likhney ko aya to
Pata chala mujhe alfaaz barhey hain
Mana k hum tere khaas barhey hain
Tabhi kehney ko yeh andaaz barhey hain
To phir kesay yeh hamarey imtehaan nahi hotеy
Tum dikhtey ho har so kaha nahi hotey
Dil lagta nahi tum jaha nahi hotey
Dеta khud ko dilasay preshaan nahi hotey
Zameen sey bhi uper sitaaron ko rakha
Khush bhi usney saaron ko rakha
Rab ney sambhal apney pyaron ko rakha
Suna aj kal parhney lagi ho
Maine ghar pe tabhi akhbaaron ko rakha
Tere dil main bheerd kyun lagi hai
Arey aasron main kitney bichaaron ko rakha
Udas barey hain
Tabhi glass bharey hain
Hum aesa to nahi tere paas kharey hain
Abhi badan pe bhi chand hi libaas charehy hain
Tumhe ehsaas hamien aitraz barhey hain
No! Main tere liye likhney ko aya to
Pata chala mujhe alfaaz barhey hain
Mana k hum tere khaas barhey hain
Tabhi kehney ko yeh andaaz barhey hain
To phir kesay yeh hamarey imtehaan nahi hotеy
Tum dikhtey ho har so kaha nahi hotey
Dil lagta nahi tum jaha nahi hotey
Dеta khud ko dilasay preshaan nahi hotey
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.