(Ak's Intro)
[Verse]
Din beet ni rahey the waqt slow chal raha tha
Par hojana theek sab mai hope kar raha tha
Ghutke jeena toh tha rozz marra ka
Ichchaaon ko maar ke bhooka rozz mar raha tha
Toh bhi kalam nahi chhodi
Aisa verse ni jo likh ke ho kalam nahi todi
Tabhi kalam meri glory
Life ke baare mei hai alag meri theory
Tabhi alag meri story jung alag meri thodi
Maine music mei paise daalne ke liye job kari
Par ambition mere kaam sey thi bohot badi
Hit kara rock bottom aur kara bounce back
Usi time ke around MVMNT ki deal lock kari
Zindagi ney diye sadmei badey
Jabsey apne gae the hum ulajh sey gae
Usi mei fastey gae the hum bhatak se gae
Par miley rastey nae toh dekhe sapne nae
Mujhe deni hai ummeed har uss bacche ko
Jo kisi bhi takleef mei ya ho latt mei padey
Mujhe dena hai bharosa harr uss bacche ko
Jo chhotey sheher mei baitha dekhra sapne badey
(Yungi's Outro)

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.