0
Ek Jahan (One World) - Abhijeet Sawant
0 0

Ek Jahan (One World) Abhijeet Sawant

Ek Jahan (One World) - Abhijeet Sawant
Paas apne
Ek hai jahaan
Paas apne
Ek hai pyar
Maana ke waqt bahaut hi kam hai
Phir bhi
Phir bhi na
Maanenge hum to haar
Paas apne
Ek hai jahaan (ek jahaan)
Paas apne
Ek hai pyar (ek pyar)
Maana ke waqt bahaut hi kam hai
Phir bhi
Phir bhi na
Maanenge hum to haar
HIV aids to
Har jagah hai
Yaaron na isse hum
Ghabraayein
Aao milkar is dard ko
Hataaye
Isse na kabhi hum
Sharmaaye
Kyunki hum
Ek hai
Paas apne
Ek hai jahaan (ek jahaan)
Paas apne
Ek hai pyar (ek pyar)
Maana ke waqt bahaut hi kam hai
Phir bhi
Phir bhi na
Maanenge hum to haar'
Itne saare terms for
Confusion
Aasaan karni hai humein
Saari uljhan
Himmat haare na
Ab hausla karle
Aao milkar hum ek
Faisla kar le
Faisla kar le
Paas apne
Ek hai jahaan
Paas apne
Ek hai pyar
Maana ke waqt bahaut hi kam hai
Phir bhi
Phir bhi na
Maanenge hum to haar
Do kadam
Tum badhaao
Do kadam
Hum badhaae
Is tarah
Paas aaye
Milke hum....
'Paas apne
Ek hai jahaan
Paas apne
Ek hai pyar
Maana ke waqt bahaut hi kam hai
Phir bhi
Phir bhi na
Maanenge hum to haar' -2
Paas apne
Ek hai jahaan
Paas apne
Ek hai pyar....
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?