0
Kab Tak - Jokhay
0 0

Kab Tak Jokhay

Kab Tak - Jokhay
(Verse: Aleemrk)

2013 meri umar 11 saal
Mein jitna ghar ke andar utna se jyaada ghar se bahar
Mein jitna dar ke jeeta utna dabati ye duniya
To me banta tha bas, nahi tha ratti bhar bhi samjhdaar

Samjh yaar mujhe haar manzoor nahi thi zara bhi
Yaha zor pe asle ke duniya ek doosre ko dabati
Yaha shor karna aam yaha chor hukmaraan
Yaha insaan ko izzatdaar us kee badtameezi banati

To bhara dee apne andar meine ana bhi
Maut ka din moyean to maut se me dara nahi
Bohot dekhe chehre, abe bohot dekhe chehre
Mujhe mat bata ke beta kisne kiski nasle tabah kee

Azaadi abe ghanta nahi hai sheher mein
Bike pе aata banda dekh kar 2 minute bhi thertе?
Nahi na to kaise tu azaad hua
Sab kuch dekh kar chup to tu bhi maashre ka daag hua

Khaak hua 75 saalo me kuch behtar
Bole 'Geo To Aise' par yaha beeke news channel
Ghoos panel kha kar bole so sorry
Do kaudi saale do call upar se nai kee chale jaati job fori
Shauk bohot hee mujhe lagte inke neech hain
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?