[Verse 1]
Aanh
Peecha kiya maine aag ka
Khwaabon ki raakh mei dikhi ek aatma
Sabar hai ummed'e daastan
Maut ke aage koi paani ni maangta
Gire hue sabhi ke zehen mei uthi hui badla nibhane ki bhavna
Mashuro ke joote ke chaatna
Mehnati logo ko aata ye raas na
Akela mei kamre mei likh deta gaane aur logo ko hoti ni bhanak
Sanak mei meri kalam ne likhe hai kafan
Aur sone ko sofa hi palang hai
Bolu mai kisiko palat mai
Mauke hi aane ni deta aur badal di soch
Ab koi ni kahega rap kuch khane ko laake ni deta Damn
Mai in a train studio mei lagu jaise machine
Inn logo ko chahiye yaha do guna peacе
Do guna ab mere gaane ki fees
Bucklе up tum karte rahe galtiya cover
Mai karta raha galtiyan sub mun ab
Puche ye kaise tujh mei itni lagan
Ab paisa hai jaha bhi pade ye kadam ab (Aanh)
Gaadi mei shooter aur maal bhi
Likhe aisi baate'n taapi ni sadgi
Chaar gaane laate do milli vili
Fek diss'en leke fikar ni praan ki
Yaha koi serious nahi
Featuring karenge par minimal bhai
Launde hai sadko pe physical kyu
Khud mei hi ghuste critical bhai
Laundo mei jaan ni
Aata mai baaz ni
Jaise mai aandhi
Le aya kranti
Ab seene mei shanti
Rakha ni plaan B
Aashiki bana gayi paapi
Iss paapi ke ghade mei lakho kahani
Par khuda ke aage hi bolunga
Yaha sabhi gunaaho se rang hue
Mai aise logo'n mei kaise muh kholunga
Aanh
Peecha kiya maine aag ka
Khwaabon ki raakh mei dikhi ek aatma
Sabar hai ummed'e daastan
Maut ke aage koi paani ni maangta
Gire hue sabhi ke zehen mei uthi hui badla nibhane ki bhavna
Mashuro ke joote ke chaatna
Mehnati logo ko aata ye raas na
Akela mei kamre mei likh deta gaane aur logo ko hoti ni bhanak
Sanak mei meri kalam ne likhe hai kafan
Aur sone ko sofa hi palang hai
Bolu mai kisiko palat mai
Mauke hi aane ni deta aur badal di soch
Ab koi ni kahega rap kuch khane ko laake ni deta Damn
Mai in a train studio mei lagu jaise machine
Inn logo ko chahiye yaha do guna peacе
Do guna ab mere gaane ki fees
Bucklе up tum karte rahe galtiya cover
Mai karta raha galtiyan sub mun ab
Puche ye kaise tujh mei itni lagan
Ab paisa hai jaha bhi pade ye kadam ab (Aanh)
Gaadi mei shooter aur maal bhi
Likhe aisi baate'n taapi ni sadgi
Chaar gaane laate do milli vili
Fek diss'en leke fikar ni praan ki
Yaha koi serious nahi
Featuring karenge par minimal bhai
Launde hai sadko pe physical kyu
Khud mei hi ghuste critical bhai
Laundo mei jaan ni
Aata mai baaz ni
Jaise mai aandhi
Le aya kranti
Ab seene mei shanti
Rakha ni plaan B
Aashiki bana gayi paapi
Iss paapi ke ghade mei lakho kahani
Par khuda ke aage hi bolunga
Yaha sabhi gunaaho se rang hue
Mai aise logo'n mei kaise muh kholunga
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.