[Verse 1: Talhah Yunus]
Mai dunya se bekhabar, jo kehna tha, kehna de
Ansu ye behne de
Yaar bolen de khabar, bol khol den, hum jaan bhi de dengay tere kehne pe
Waqt bura na ho besabar, mere lafz tujhpe qarz, Ye dard mujhe sehne de
Nai lagaya maine zer zabar, mera darr mera rabb, mera sab wohi rehne de
Apno se duur hu mai
Tere andar ka ghuroor hu maii
Betha mai dhaabay pe, adat hai, saadat hi saadat
Woh kehtе mashoor hu mai
Hassta mai in pe
Nai likhi dastaaan, baaten rakhen dil mai
Dеkhi hain bari filmen, shaamil nai hota in mai
Yahan kalakari jurm hai, ye hunr mera ilm hai
Zaalimon k liye zulm ye, kholunga in ke sarr mai
Nasha jo meri skill mai, woh nasha nai hai pill mai
Nikalta nai mai din mai, log ajatay hain milnay
Nai dekhi maine kirnen, ye phool phir bhi khilnay
Bae khof, lagay darrr nahi
Still reppin G side, lagay koi parr nahi
Coming from the streets ay, chora apna ghar nai
Humble taakay seekh payen, sarr pe mere charr nai
Underground pe raaj mainstream walay darte hain
Sitaaron ki tarah raaton mai ubharte
Najanay kitne saanp mere aasteen mai palte
Seedhi laga ke hum dil mai utar te hain

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.