
Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha Kishore Kumar (Ft. Asha Bhosle & Rishi Kapoor)
На этой странице вы найдете полный текст песни "Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha" от Kishore Kumar (Ft. Asha Bhosle & Rishi Kapoor). Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

Romiyo juliyat laila
Majnu shiri aur farhaad
In ka sachaa ishq
Zamane ab tak hai yaad
Yaad muje aayaa hai
Ek aise dilbar ka naam
Jisne dhoka dekar
Nam e ishq kiya badnaam
Yahi hai sahebaan kahani pyaar ki
Kisine jaan li kisine jaan di
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek hasina thi hasina thi
Ek deewani tha deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek din woh mile roj milne lage
Ek din woh mile roj milne lage
Phir mohabbat huyi
Bas kayamat huyi
Kho gaye tum kaha
Sunke yeh dastan
Log hairan hain
Kyun ki anjan hain
Ishk ki woh gali baat jisaki chali
Uss gali me meraa aana jana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar thi kya sama
Tha kya zamana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Majnu shiri aur farhaad
In ka sachaa ishq
Zamane ab tak hai yaad
Yaad muje aayaa hai
Ek aise dilbar ka naam
Jisne dhoka dekar
Nam e ishq kiya badnaam
Yahi hai sahebaan kahani pyaar ki
Kisine jaan li kisine jaan di
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek hasina thi hasina thi
Ek deewani tha deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek din woh mile roj milne lage
Ek din woh mile roj milne lage
Phir mohabbat huyi
Bas kayamat huyi
Kho gaye tum kaha
Sunke yeh dastan
Log hairan hain
Kyun ki anjan hain
Ishk ki woh gali baat jisaki chali
Uss gali me meraa aana jana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar thi kya sama
Tha kya zamana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.