[Chorus]
Gadi k peeche log likhrele mom dad
Aur shaddi k bad unko nikalre gharse
Maa baap k baare mei kya bolu mein
Meri book hai woh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nai baap mera tension mei
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat k liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
[Post-Chorus]
Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko
(Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko)
Neend nai aari Thi Bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh
[Verse 1: Mc Stan]
Fan mera rehga toh maa baap ko maan
Fan mera rehga toh, sun meri jaan
Maa baap ko takleef mat de mere liye
Haters log tumhare, bharеle kaan
Rap game ka, bana mei salman khan
Jyada pyaar, insaan ko pachta nai maam
Maa baap nе bachpan se kara tere liye
Aur End of the day, tune kya diya mam
Gadi k peeche log likhrele mom dad
Aur shaddi k bad unko nikalre gharse
Maa baap k baare mei kya bolu mein
Meri book hai woh ek din sunaunga padke
Maa meri soti nai baap mera tension mei
Jab tak nai aata ladka apne gharpe
Maa baap ki keemat nai tumko ek aurat k liye
Apne maa baap ko nikalte gharse
[Post-Chorus]
Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko
(Khuda k baad mein, rakhta mein maa ko)
Neend nai aari Thi Bro meko, kal raat ko
Sun meri baat maam, jaate jaa namaz ko
Call kar meko agar, teko kuch laga toh
[Verse 1: Mc Stan]
Fan mera rehga toh maa baap ko maan
Fan mera rehga toh, sun meri jaan
Maa baap ko takleef mat de mere liye
Haters log tumhare, bharеle kaan
Rap game ka, bana mei salman khan
Jyada pyaar, insaan ko pachta nai maam
Maa baap nе bachpan se kara tere liye
Aur End of the day, tune kya diya mam
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.