[Verse 1: Anmol]
Kya hi rakhoon mein is dil mein bhi
Tere alawa
Lamhe beetaaon kaise din mein bhi
Samaj hi na aa raha
[Pre-Chorus: Pratik]
Aisa ho jaaye ke
Tum paas aa aur
Ye duniya wohin tham jaaye
Sagar kinaare se
Mujhko pukaaro aur
Baqi aawazein yun tham jaayein
[Chorus: Anmol & Pratik]
Toh janeya
Samajh jaaunga
Saare jahaan
Se lad jaaunga
[Instrumental]
[Verse 2: Anmol]
Chaaro deewaarein tune hai dal di
Tanhaiyon ki
Tune dikhai mujhko chandini
Sooni raaton mein
Kya hi rakhoon mein is dil mein bhi
Tere alawa
Lamhe beetaaon kaise din mein bhi
Samaj hi na aa raha
[Pre-Chorus: Pratik]
Aisa ho jaaye ke
Tum paas aa aur
Ye duniya wohin tham jaaye
Sagar kinaare se
Mujhko pukaaro aur
Baqi aawazein yun tham jaayein
[Chorus: Anmol & Pratik]
Toh janeya
Samajh jaaunga
Saare jahaan
Se lad jaaunga
[Instrumental]
[Verse 2: Anmol]
Chaaro deewaarein tune hai dal di
Tanhaiyon ki
Tune dikhai mujhko chandini
Sooni raaton mein
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.