Rahat Fateh Ali Khan & Krishna - Main Jahaan Rahoon (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Rahat Fateh Ali Khan & Krishna - Main Jahaan Rahoon (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

Main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai
Main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai
Kisi se kahoon ke nahi kahoon
Ye jo dil ki baat hai
Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
Per chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Main jahaan rahoon main kahin bhi hoon
Teri yaad saaath hai
Kahin to dil mein yaadon ki ek sooli gad jaati hai
Kahin har ek tasveer bahut hi dhundhli pad jaati hai
Koi nai duniya ke naye rangon mein khush rehta hai
Koi sab kuchh paa ke bhi ye man hi man kehta hai
Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai
Per chhup ke is dil mein tanhaai palti hai
Bas yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Teri yaad saath hai
Kahin to beete kal ki jade dil mein hi utar jaati hain
Kahin jo dhaage toote to malaayein bhikar jaati hain
Koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai
Koi apni palkon par yaadon ke diye rakhta hai

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.