[Verse 1]
Tanhai ke safar mein
Chalna sabar se
Koi na nazar mein han
Jab khwab humain chor jayen
Sochon ko nibha na payen
Din wo yaad ayen na
[Bridge]
Khata ho gayi, sazaa ho gayi
Puraane din yaad ayen na
Duniya ke is shor main
Seekha hai mar ke hoti zindagi kia
[Chorus]
Mein doob raha, doob raha
Bachana, mujhe bachana
Mein doob raha, doob raha
Bachana, mujhe bachana
[Verse 2]
Jagmagati hui raat ye
Lab pe hain shikayatein
Koi nahi mujhko sun raha
Wo dhalta din majboor hai
Manzil zara door hai
Bujh raha umeedon ka chiragh
Tanhai ke safar mein
Chalna sabar se
Koi na nazar mein han
Jab khwab humain chor jayen
Sochon ko nibha na payen
Din wo yaad ayen na
[Bridge]
Khata ho gayi, sazaa ho gayi
Puraane din yaad ayen na
Duniya ke is shor main
Seekha hai mar ke hoti zindagi kia
[Chorus]
Mein doob raha, doob raha
Bachana, mujhe bachana
Mein doob raha, doob raha
Bachana, mujhe bachana
[Verse 2]
Jagmagati hui raat ye
Lab pe hain shikayatein
Koi nahi mujhko sun raha
Wo dhalta din majboor hai
Manzil zara door hai
Bujh raha umeedon ka chiragh
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.