[Intro]
Yes I'm chasing the better life
Chasing, no money, no fame
Chasing a better life, better life
Yes I'm chasing the better life
Chasing, no money, no fame
Chasing a better life, better life
[Verse 1]
Hai kala ki kadar, aage jo badh raha hai maa ki dua'on ka asar
Chuna hai abar, jazbaa hai kaafi bas rakha hai thoda sa sabar
Mushkil hai safar, poora karunga, main rahunga agar (Main rahunga agar)
Kaafi mujhpe hai nighahe par meri shuru se manzil pe hai nazar (Woooh-oo)
[Chorus]
Dekhe jo aankh'on ne poore karne nikal gaya wo khwaab mere
Gunaah ki maafi main maangu khuda mita de saare daag mere, dil k

Gunaah ki maafi main maangu, khuda mita de saare daag mere, dil ke
[Verse 2]
Apne ke chehre hai yaad par saath jo aaye chehre sab naye the
Kabhi ni bhulunga past ke matlabi logo me hum bhi toh rahe the
Lafzon se kar dun bayaan toh, mehsoos karoge kya dard bhi sahe the
Saanpon ko paala tha maine toh lipatne aaye the wo mere gale se
Mile toh boht par mila ni aisa jo lagaye mere ko gale se (Gale se)
Mile zakham par diye ni dawaa, yahaan daale namak khaali jale pe
Suna do unko saza, bula do unko katghare pe
Choti si umar me dekha hai boht, aitbaar ni bacha hai sage pe

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.