[Verse 1: JJ47]
Kya kiye the sawal tumne?
Kya dekhe nahi zawaal tumne?
Tum puchte tou rahe boht kuch
Par puche nahi humse kabhi haal tumne (Kyun?)
Tum raat kis ghum may rahi ho?
Subah uthke banaye nahi baal tumne
Tum karte nahi solah singhaar ab koi
Lekin phir bhi kiye bade he kamaal tumne
Rab puchega mujhse jou Roz-e-Mehshar
Kya kiya iss duniya may barson reh kar?
Main kaise kahunga "Ek umar hai guzaari"
"Tujhko likhte rahe sub kuch seh kar"
Ab karte guzaarish moudbana
Tum humse naa phir yun lau lagana
Kabhi dil-lagi may sub kuch bataa dein
Kabhi be-dili may sirf muskurana aur—
[Chorus: Talha Anjum]
Meri raaton ki chandni
Sitaaron may he uljhi rehti
Farash pe bhi aa kabhi (Aa kabhi)
Meri duniya ko roshan kare
Meri raaton ki chandni (Chandni)
Iss andheri si duniya may tu he shama mеri aakhri (Aakhri)
Meri duniya ko roshan kare meri raaton ki chandni
Kya kiye the sawal tumne?
Kya dekhe nahi zawaal tumne?
Tum puchte tou rahe boht kuch
Par puche nahi humse kabhi haal tumne (Kyun?)
Tum raat kis ghum may rahi ho?
Subah uthke banaye nahi baal tumne
Tum karte nahi solah singhaar ab koi
Lekin phir bhi kiye bade he kamaal tumne
Rab puchega mujhse jou Roz-e-Mehshar
Kya kiya iss duniya may barson reh kar?
Main kaise kahunga "Ek umar hai guzaari"
"Tujhko likhte rahe sub kuch seh kar"
Ab karte guzaarish moudbana
Tum humse naa phir yun lau lagana
Kabhi dil-lagi may sub kuch bataa dein
Kabhi be-dili may sirf muskurana aur—
[Chorus: Talha Anjum]
Meri raaton ki chandni
Sitaaron may he uljhi rehti
Farash pe bhi aa kabhi (Aa kabhi)
Meri duniya ko roshan kare
Meri raaton ki chandni (Chandni)
Iss andheri si duniya may tu he shama mеri aakhri (Aakhri)
Meri duniya ko roshan kare meri raaton ki chandni
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.