0
Jokhay, Haaezii & JJ47 - Meanwhile (Romanized) - Lyrxo Romanizations
0 0

Jokhay, Haaezii & JJ47 - Meanwhile (Romanized) Lyrxo Romanizations

Jokhay, Haaezii & JJ47 - Meanwhile (Romanized) - Lyrxo Romanizations
[Chorus: Haaezii]
Mujhe chain se na jeene degi tu
Main toh tanha hi tha theek, kya karun?
Meri zindagi buraiyon se bhari tabhi tanha baithe nekiyan ginun
Hum to dheeme-dheeme dhalte jaayein gehraaiyon mein
Aankhein nasheeli toh dushman dikhe bhaion mein
Khaali hatheli, bas nishaan bache ragde ke
Kahani adhoori kyunki tum kaafi—

[Verse 1: Haaezii]
Waadon ke pakke the, haathon mein kathe the
Wazan tha itna ke jhuke hue kandhe the
Nazrein thi oopar aur akad mein khade the
Umar se chhote par aqal se bade the
Haadse andekhe, aankh se dekhe toh pata chala, duniya bohot ajeeb
Zaban se gande aur dil se ho saaf toh duniya nahi samjhegi theek, samjha?
Mera kaun hai? Kaun hai? Koi nahi, main toh jaanun sab
Mere chachu, mere mamu, lagein chaalu sab
Dushman ke man mein jhankun, bolun jaake, "What is up? What is up, Chaudhary sahab?"
Burn karun bridge, aksar leta kaafi risk
Rota nahi main rozi ko, khuda likhe mera risk
Usi se karun main ishq, usi se maangun main sab
Usi se maanga since kid, dedo heaven ka ticket kyunki—

[Chorus: Haaezii]
Mujhe chain se na jeene degi tu
Main toh tanha hi tha theek, kya karun?
Meri zindagi buraiyon se bhari tabhi tanha baithe nekiyan ginun
Hum to dheeme-dheeme dhalte jaayein gehraaiyon mein
Aankhein nasheeli toh dushman dikhe bhaion mein
Khaali hatheli, bas nishaan bache ragde ke
Kahani adhoori kyunki tum kaafi badle the
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?