0
Teri Dastaan - Jasleen Royal
0 0

Teri Dastaan Jasleen Royal

Teri Dastaan - Jasleen Royal
Khwabon ki nagri haqiqat banane
Aye dil ik din ka ye qissa nahi
Khud ke hone ki paheli suljhane
Jo aye dil ik ka ye qissa nahi

Kadamon mein jamaa jo thakaan
Chain ki neendein aati wahaan
Kadamon mein jamaa jo thakaan
Chain ki neendein aati wahaan

Itni suhaani banaa
Ho na purani teri dastaan

Hum to na kehte andhera kehta
Jugnoo mein rehta ik taara rehta
Hum to na kehte andhera kehta
Jugnoo mein rehta ik taara rehta

Aansu moti kharcho na
Khamiya khaas samjho na
Itni suhaani bana
Ho na purani teri dastaan

Sun lo na ghaltiyon ka hai kehna
Nadaaniyon mein tajurba baitha
Jazbaton ki baaton mein na aana
Jazbaati nazron ko dikhta dhundhla
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?