0
Rani Baugh - Aavrutti & Sammohit
0 0

Rani Baugh Aavrutti & Sammohit

Rani Baugh - Aavrutti & Sammohit
[Chorus]
Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
Log yahan jeeneko sabko salam kare
Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
Inhein khudko nahi apne kal ki chinta
Aake bahar phir dusron ke kaan bhare
Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare
Log yahan jeeneko sabko salam kare
Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai
Inhein khudko nahi apne kal ki chinta
Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

[Verse 1]
Aate bahar aur kyu durson ke kaam kare
Chalte ghar inke dusron ke naam par hai
De rahe hum jo bhavishya jaankar
Voh dekh kuch pal mein banega jaan par hai
Bane parchai kare bas peecha jo
Hai sikhate kabhi khud nahi sikha jo
Nyay alag aur kare insaaf
Sab sach lage uska joh 10 baar cheekha toh
Sab bharam nahi kiska dosh
Yeh jo lalach bane nahi kiska dost
Voh adalat udе jahan sabke hosh
Aur dabake sabko sab chalte roz
Rahе janke yeh hoga nahi kam
Agar rehna chain se toh mariye man
Noche kala se jo ye kali duniya
Yehi rani baugh bane bhediye hum
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?