0
MUQADAR - Taimour Baig
0 0

MUQADAR Taimour Baig

На этой странице вы найдете полный текст песни "MUQADAR" от Taimour Baig. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
MUQADAR - Taimour Baig
Choti si umar uski khuwab us k baray
Apne khuwab poore karne k liye wo apne
Maabaap se laray
Usse hosh koi nahi k us k mabaap us k sath kharay
Un ka kehna tha chor rap agay jahan aur baray

Wo bana chahta tha famous, wo chahta k mere paas bhi ho paisa
Wo sochta rehta tha k mere aspaas log ghoome hai, imagine krta tha k ye manzar hoga kaisa

Paise k nashay mai jism bangaya lava
Wo bolta rehna larta rehta ek din zaroor aiga paisa papa
Ye sun k papa thou uduaas hue
Kahen beta phar nahi atha paisa aisa
Wese chora thu ne aaj bhe mai waisa
Paishay k nashay mai bhool gaya sara qissa
Thu ne thou barbaad kia
Nikaldia mera adha hissa
Chal tujhe maaf kia jane dia
Jese thu gayi maine apne aap se baat kia
Wo aaj bhe pooche taimour kaha gaya
Taimour ko usne mardia taimour thou margaya
Taimour thou jaa chuka kab ka


Ya gaana karta hoon mai dedicate jn saray larkon jo sunte apne nahi balke sunte dosro ko
Phele mai bhi tha insaray larkon mai se ek aaj dekh
Gaanay phenkraha hoon jo tum saray sun rahe ho
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности