0
Faaslay - Jokhay (Ft. Bilal Ali, JJ47 & Talhah Yunus)
0 0

Faaslay Jokhay (Ft. Bilal Ali, JJ47 & Talhah Yunus)

На этой странице вы найдете полный текст песни "Faaslay" от Jokhay (Ft. Bilal Ali, JJ47 & Talhah Yunus). Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Faaslay - Jokhay (Ft. Bilal Ali, JJ47 & Talhah Yunus)
[Verse 1: Bilal Ali]
Tere roothay jawab kaafi nahi hain mere liye
Bad-rang hai hua yeh jahan mere liye
Zindagi ki lehro pe samaana hai, thamna nahi
Kehta jou zamana hai, usko sunna hai samajhna nahi
Sitaron ko bhi mujh se ittefaq hai
Duniya ko bhi naa koi ikhtalaf hai, phir kyun yeh faaslay?
Guzray pal ki baatein chhod de
Farzi zanjeer todke karle tu mujhme yaqeen

[Chorus: Bilal Ali]
Jaanay, yeh zamana
Kitaabon sa hai apna yeh afsana
Kis baat ka phir ghabrana?
Likhenge hum apni dastaan

[Verse 2: JJ47]
Yeh bags full, nazar meri note par
Tu saath bethi seat pe tou dekhun nahi road par
Ab mein easy rehta, fully focused boht par
Man on a mission, jaanay nikla kaisi khoj par
We can be on the trend bina hashtag
Top liquor, top beer, top thodi hash-wash
All black everything, guinea ash-wash
Paparazzi on thе move, chaaron taraf flash-flash
Lowkey jaise sabsе meri kaaf ho
Par aqs dikhe tum may, tum aaino se saaf ho
Hum bethe-bethe soch may paray hue
Killing with the looks, jaise tumhe khoon maaf ho
Makaan may rahe, tabhi ghar maangte ho
Tumhe udnay ka shok, tabhi par maangtay ho
Tum mujhse kyun itni qadar maangtay ho?
Tum khuwaishen bhi dekho, cheez har mangtay ho
Tum ek kay hunar ka asar maangtay ho
Hum pe nazar, har khabar maangtay ho
Tum akhir kyun aisa hashar maangtay ho?
Tum maantay nahi tum agar maangtay ho
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности