Haldi Lagake Bindiya Sajake (Haldi Wedding song) Saloni Thakkar (Ft. Saloni Thakkar)
На этой странице вы найдете полный текст песни "Haldi Lagake Bindiya Sajake (Haldi Wedding song)" от Saloni Thakkar (Ft. Saloni Thakkar). Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

Haldi lagake bindiya sajake chali dulhaniya piya ke dware

Bhaayengi ab to banno ki piya ki galliya
Chootengi ab sab sakhiya aur Saari saheliya
Mehendi Haldi Saare rang Se dulhan rang rang jaaye
Rango ke is khel me khushiya bhi sang bulaaye

Mangal bela baje sajni shahnai ki dhun me

Rab ne sundar jodi banai Jaise ram Siya ke man me
Preet nagar ke Prem lehar me
Dono gotе khaye
Rango ke is khel mе khushiya bhi sang bulaaye

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.