Dekh le tu
Aajzi ye meri
Aaj bhi main
Thera yahin
Aarzu jo
Teri yun honay lagi
Hoshon mein
Rehta nahi
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hai
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hai dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Ye tou bata kya hae mubtla
Meri nazar ke shikaar mei
Ye tou pata tujhe hai bhalla
Sab hae tere ikhtiyar mein
Jaan le tu
Badal bhi jayein sabhi
Mein rahoonga
Ik sa yahin
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hai
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hein dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hae
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hein dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Na janay kyun
Dil mein hae tu kyun
Na janay kyun
Ik tu hee tu
Na janay kyun
Hmmmm
Phir bhi mein kuch na kahoon
Aajzi ye meri
Aaj bhi main
Thera yahin
Aarzu jo
Teri yun honay lagi
Hoshon mein
Rehta nahi
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hai
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hai dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Ye tou bata kya hae mubtla
Meri nazar ke shikaar mei
Ye tou pata tujhe hai bhalla
Sab hae tere ikhtiyar mein
Jaan le tu
Badal bhi jayein sabhi
Mein rahoonga
Ik sa yahin
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hai
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hein dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Na janay kyun tu hee tu
Dil mein bassa hae
Tere bina kya jiyoon
Bikhra ye mann kya sitam
Tu ne hein dhaaye
Phir bhi mein kuch na kahoon
Na janay kyun
Dil mein hae tu kyun
Na janay kyun
Ik tu hee tu
Na janay kyun
Hmmmm
Phir bhi mein kuch na kahoon
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.