0
Musical Satan - Bella
0 0

Musical Satan Bella

Musical Satan - Bella
Us din mere dil me bas nafrat aur pagalpan
Hum behke nahi the humko udne ki aadat bas
Us din thi raatein lambi aur din me badal kam
Me sapne bun raha tha bas pad gayi chadar kam

They see me like different
Me alag nahi pehla insaan hu
Mere pe bojh hai bahot
In kandho ko kahi na kahi aaram du
Aankhon me khuda ki roshni
Khuda ne khud hi andhere me bheja hai
Bella tu kaafi akela hai
Bella tu kaafi akela hi
In logo me fit nahi horaha me
Inko padi ki hit nahi horaha me
Mera mukaam kuch aur hai
Gaane banake bas sin ko dhora me
Delhi ka launda me
Yaha tak aane ko jaan se dauda me
Mat karo pretend ki rap ko chhoda
Na ho saka baap se chauda me
Me chalu ab aankhon ko moond ke
Bharu taalab ko boond boond se
Me firse na dhool me milu
Toh rakhu me pauv ko fook fook ke
Subs aur views toh sabpe aayenge
Har din badalti screen hai be
Choice hai tere pe dil se sun
Bas usko sun jo heal kare
Trouble hai life par jee kar dekh
Logo ka future hi fees par hai
Khane ko paise nahi jeb me maa
Kaise hum studio ki fees bhare
Jabse hu me hosh me
Ya kahu me emotionless
Bane meri controversies
Har din naya focus set
Hu jaane ki tarkash me
Sab saath wale ghayal hai
Tu music ke liye nahi bana hai bella tu shuru se shayar hai
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?