[Verse 1: Shareh]
Tanhayi se hum lartay hi yahin guzar jayein
Woh shikway nahi samjhe, akhir kaise samjhayein
Woh roothe mujhse, toote dil, hum kaise ab manayein
Darguzar jo ki, wohi baatein ab satayein
Back when it was so sweet, wohi baatein ab hasayein
Kuch bhi nahi bolti, wohi yaadein ab rulayein
Hum safar se ab ajnabi, tou gintay hain khatayein
Dil lagi aur wafadari kyun anjam pe pohnchayein
[Chorus: Shareh]
I'm so fucked up, sahein kab tak
Hum pohanche kidhar
So fuck love, apne matlab ke sub idher
Ab har dum lagay qarz sub mujhe idher
Hum dafan yahin marr mitt jayen
Tum he dekh na paaye
Fucked up, sahein kab tak
Hum pohanche kidhar
So fuck love, apne matlab ke sub idher
Ab har dum lagay qarz sub mujhe idher
Hum dafan yahin marr mitt jayen
Tum he dekh na paaye
[Verse 2: JANI]
Kya ab bhi baaqi ho mujh mein tum, khaake mein kisi batao na
Kya ab bhi koi aas hai, tou yeh umeed ke diye bhujao na
Hum to sataye bhi gaye, rulaye bhi gaye, bhulaye bhi gaye
Likh ke mittaye bhi gaye, jo the he nahi woh bataye bhi gaye
Halat-e-haal ke sabab mein sochta zindagi kya he ab legi
Baat to yeh ke baat to hogi par baat he rahegi
Amadoraft lage gi, dil ko mazaar kahegi
Kamaal to yeh saansein ab jism ka saath nahi dengi
Hum zameen ke the, tum aasman ke the
Tum khamkha ke the par jo bhi the tum gumaan ke the
Nadi ke the, fiza ke the, ya nafa ke the
Afsanay jal chukay hain sub, tum dastaan ke the

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.