[Verse 1]
Guzare hain saal bohot
Teri tasveer kay saath
Yeh dil bhi udaas bohot
Nahi rakhe ab mera dihaan
Nahi kare woh baat ab aur
Kia baat thi teri, kia is baat pay ghaur
Toh hua ehsaas kay haarkar bhete
Yeh dhuaan bhi khaye dimaagh ko mere
Kia khaakh thay aapse phele
Jalla dun ye jaam kay kehnay
Nahi milla yeh sab kuch aapkay rehte
Na sehte kisi ko, nahi hoti ab baat ziadah
Jab pata laga mein azaab tha
Mein kaanpra tha, thora khaansta wa
Chala raaste apne, yeh jaanta tha
Yeh kum nahi hoga bhoj
Pakarchuka mein joh road
Roll one , mujhay nahi hosh
Might crash, dia sab rab pay chor
Ab milti nahi mujse woh
Ab milti nahi kudhse woh
Jab dhekun tasveeron mein usko
I sit back and I miss her more
Hai Bara inaam is dil pay
Aaye joh maarne aaye hain kyun barey dil say
Bhеte akele hum nahi ab nikaltе
There ho thora par tehre ho dil may
Batein banara mein, aygi tu bhi kabhi
Apne hi dil may
Na milay kyun kay mein bhoola nahi
Dil kay raste woh bhatak na jaye hum milkay
Baat ki baat bhi rahe
Tu mere saath hi rahe
Yeh Khuwab toh khuwab hi rahe
Hum haste hue bhi ab udaas hi rahe
Par Aap bhi aap nahi rahe
Toh baat bhi kia hi karen
Kehne ko bacha nahi kuch
Likhne ko bas yeh haath hi rahe
Toh likhta raha aur na ruka yeh haath
Mein abhi bhi zinda, hai ghamo’ ko naaz
Yeh ghar hai akela, yeh ghar be-awaaz
Bas jaam hi bante mehmaan
Bheta unchayi pay leke yeh ghum kay pahad
Tu ayi nahi rehgayi ruswayi yeh banke dewaar
Paar karun har had, rakh aitebaar
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?