Kitno ne dekha ye chehra soch me pade wo kese ye jee rha he
Apno ko laga mai zeher paraayon ne kaha tu beta nahi heera he
Ye pyaar he sarhad ke paar
Sabhi ke nafrat ke bahar
Tu leti reh merese doori
Main tera hi karunga intezaar
Sapne ko main jiyu ese jese wo hakikat
Sapne me hi khus hu achaa nai lagta ye jeevan
Oo re amma teri yaad aa rahi he
Khaane mora maas ore baaz aa rahi he
Ab mar chuke hе jazbaat
Mene jhuti kasme khaali
Mеne yaar pale
Dushmani bhi pali
Aur haske goli khaali
Main kayaro se wakif
Hu na andhiyo me shaamil
Hu na aasman ke niche
Na main usse jyada kaabil
Main koshish kr rha hu kese khudko aage lau
Nahi koshish kr rha hu kese khudse chipna pau
Ye paisa paisa karke kaafi ghayal ho chuke he
Tum khodo yaha mitti main bas usme sona chahun

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.