0
Anuv Jain - Gul (Romanized) - Lyrxo Romanizations
0 0

Anuv Jain - Gul (Romanized) Lyrxo Romanizations

Anuv Jain - Gul (Romanized) - Lyrxo Romanizations
[Verse 1]
Na dastakein
Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai
Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Aaye nahi, jinke the vaade
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya woh kal the yahan
Yaan hafton pehle ki yeh hai dastaan?
Aaye na teri yaad unko
Aaye na teri yaad unko

[Verse 2]
Toote makaan ek baar gir kar waise bante kahan hai
Jaise the tune apne dil se banaye
O karigar yoon hathon se the sajaaye?
Aaye na teri yaad unko
Aaye na teri yaad unko

[Pre-Chorus]
Kitabon ke ghar duniya hai teri
In dhool bharay panno mein tu kya dhoondti?

[Chorus]
Aur kya ho gaya jo tujhe iss dafaa
Na milli pyaari si pariyon ki woh kahani?
Aur tum yoon pareshaan ho kyun?
Hai jaadugari aaj bhi tere dil mein hai baki
Aur in kagazon mein kahin ek gul hai
Jo aise tera intezaar kar raha hai
Yeh gul hai teri woh hassi, kahan kho gyi?
Yeh bata, khilegi kabhi?
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?