[Verse : Abdullah Maharvi]
Tu na jaane dil ka haal
Kia sunaayein haan
Kho gaye thay
Jee na paaye
Aankhein ye ruaan
Thi wafaayein
Aashiqui thi
Kuch hai na bacha
Yaadein baaqi
Toote waade
Rahi hain dooriyaan
Haathon mein haaath thay
Hum to saath thay
Ghum thay baantatay (Bantatay, bantatay)
Tujhko hi maangtay
Dil se hain chaahtay
Tu naa jaane
Ye na jaane
Kesi saza ye hai
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
[Chorus : Abdullah Maharvi]
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
[Verse : JANI]
Kisi shayar ki wafa ho tum
Jo kisi ko na mili ho woh Kehkasha ho tum
Ehsas hai per wajood nahi, Hawa ho tum?
Waqt thumgya Jese Alvida ho tum
Kbhi jaan kehdia kbhi anjaan kehdia
Kbhi apna lgwaya kbhi mehman kehdia
Zarf dekh Mera pather ko insan kehdia
Mene muthi Jitne dill ko bhi makaan kehdia
Kiya btaoun us sheher ka tjhko
Koi Lauta hi nahi abtk wahan se Mera
Kiya btaoun us qeher ka tjhko
K jisper dhaya tune woh bhi kahein ka na thehra
Ek lutf hai ek Nasha hai Saza me teri
Ek takleef hai ek jhijhak hai ada me Teri
Kuch bacha hi nahi hai kehne ko ab pass mere
Jao phr karo muhabbat yun Bala se meri
Piyar tha hi nahi naseeb me Mashoori thi
Teri gali se janaza nikle Koshish pori ki
Lafz Kam prhe ghazal adhoori thi
Umer kum parhjati is qisam ki doori thi
Rkhde tu seene per pather k mjhe na ae
Mjhe nend aein bin sirhane tere per khuwab na aein
Mjhe khauf ae gunnah hai sb per azaab na ae
De baddua esi k tu mjhe kbhi yaad na ae
[Chorus : Abdullah Maharvi]
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
(Ni)
(Ranjhna ni)
(Meherbani)
(Katon badliaan tu parshawan ni)
Tu na jaane dil ka haal
Kia sunaayein haan
Kho gaye thay
Jee na paaye
Aankhein ye ruaan
Thi wafaayein
Aashiqui thi
Kuch hai na bacha
Yaadein baaqi
Toote waade
Rahi hain dooriyaan
Haathon mein haaath thay
Hum to saath thay
Ghum thay baantatay (Bantatay, bantatay)
Tujhko hi maangtay
Dil se hain chaahtay
Tu naa jaane
Ye na jaane
Kesi saza ye hai
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
[Chorus : Abdullah Maharvi]
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
[Verse : JANI]
Kisi shayar ki wafa ho tum
Jo kisi ko na mili ho woh Kehkasha ho tum
Ehsas hai per wajood nahi, Hawa ho tum?
Waqt thumgya Jese Alvida ho tum
Kbhi jaan kehdia kbhi anjaan kehdia
Kbhi apna lgwaya kbhi mehman kehdia
Zarf dekh Mera pather ko insan kehdia
Mene muthi Jitne dill ko bhi makaan kehdia
Kiya btaoun us sheher ka tjhko
Koi Lauta hi nahi abtk wahan se Mera
Kiya btaoun us qeher ka tjhko
K jisper dhaya tune woh bhi kahein ka na thehra
Ek lutf hai ek Nasha hai Saza me teri
Ek takleef hai ek jhijhak hai ada me Teri
Kuch bacha hi nahi hai kehne ko ab pass mere
Jao phr karo muhabbat yun Bala se meri
Piyar tha hi nahi naseeb me Mashoori thi
Teri gali se janaza nikle Koshish pori ki
Lafz Kam prhe ghazal adhoori thi
Umer kum parhjati is qisam ki doori thi
Rkhde tu seene per pather k mjhe na ae
Mjhe nend aein bin sirhane tere per khuwab na aein
Mjhe khauf ae gunnah hai sb per azaab na ae
De baddua esi k tu mjhe kbhi yaad na ae
[Chorus : Abdullah Maharvi]
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
Ni
Ranjhna ni
Meherbani
Katon badliaan tu parshawan ni
(Ni)
(Ranjhna ni)
(Meherbani)
(Katon badliaan tu parshawan ni)
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.