
Rashid Ali, Shreya Ghoshal & Timmy - Sunlo Zara (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Rashid Ali, Shreya Ghoshal & Timmy - Sunlo Zara (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Verse 1]
Sun lo zara kehta hai mann
Tumse yeh dhadkan dhadkan
Yeh jo pyaar hai, Yeh bahaar hai
Hai jo pyaar ka khila har chaman
[Chorus]
Suno naa kehti hai yeh umang
Chalenge sang-sang, le ke hum pyaar ke saare rang
Jaage hain armaan, jazbat hain jawaan
Dil mein nayi hai tarang
Main hoon dil hai tu hai
Bas yeh guftgu hai
Tu meri hai, meri hai
[Pre-Chorus]
Armaan machalte hai, sapne pighalte hai
Hum tum badalte hai, aahista-aahista
Mausam salona hai, to hosh khona hai
Deewana hona hai, aahista-aahista
[Chorus]
Suno naa kehti hai yeh umang
Chalenge sang-sang, le ke hum pyaar ke saare rang
Jaage hain armaan, jazbat hain jawaan
Dil mein nayi hai tarang
Sun lo zara kehta hai mann
Tumse yeh dhadkan dhadkan
Yeh jo pyaar hai, Yeh bahaar hai
Hai jo pyaar ka khila har chaman
[Chorus]
Suno naa kehti hai yeh umang
Chalenge sang-sang, le ke hum pyaar ke saare rang
Jaage hain armaan, jazbat hain jawaan
Dil mein nayi hai tarang
Main hoon dil hai tu hai
Bas yeh guftgu hai
Tu meri hai, meri hai
[Pre-Chorus]
Armaan machalte hai, sapne pighalte hai
Hum tum badalte hai, aahista-aahista
Mausam salona hai, to hosh khona hai
Deewana hona hai, aahista-aahista
[Chorus]
Suno naa kehti hai yeh umang
Chalenge sang-sang, le ke hum pyaar ke saare rang
Jaage hain armaan, jazbat hain jawaan
Dil mein nayi hai tarang
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.