[Verse 1: JANI]
Chorhoun na kaghaz yeh korey toh
Haal se acha behaal houn me
Kitno se lerh ker bigarh loun me
Ya kitno ko yeh kala udhaar doun me
Per bhuji hoi ek mashal houn me
Khud hi khud me ek sawal houn me
Wo kehte abbeeti toh likhte adeeb kai
Btade unko kamal houn me
Mjhe ilm bakshein asmaan wale
Mjhe izzat dein pehchan wale
Thamey rakha rassi ko uski
Meri tooti kashti darya kinaare
Bewafa dikhega zamana tjhe bhi kbhi toh mjh jesa ban toh
Uksajae zamana meri sunker me iqbal houn me manto
Qismat thi katghare me mere her khuab ko phansi
Meri hesiyat kiya thi hansta hou soch ker khudka maazi
Mere her marz ki dawah her aib ka torh Kiya cheez he maa bhi!
Yeh kala zinda agr mjhse phr smjh k yeh kala maregi sath hi
Darya me dooba or piyasa
Yeh shayari krde in zakhmo ko taza
Kitno ne ass lagai he jese is game ka
Wahid asasa
Jo guzri he mjhpe me gata
Takleefon ka yehi sila tha
Woh royenge khoon k ansu jb krenge meri kala.ka khulasa

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.