
O Nirdaii Priitam Lata Mangeshkar
На этой странице вы найдете полный текст песни "O Nirdaii Priitam" от Lata Mangeshkar. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

O nirdaii priitam
O nirdaii priitam
PraNay jagA ke
Hriday churaa ke
Chup hue kyo.n tum
O nirdaii priitam
Ye chandaa shiital kahalaataa
Phir kyon mere ang jalaataa
Phuul saa komal, baaN madan kA - 2
Shuul banake tan mein chubh jaataa
Tumhare shur ke birahaa tap mein
Aag banii punam
O nirdaii priitam - 2
Aa ...
Tum madhuban ke ramar sayaane
Ban kii kalii tera hriday na jaane
Gunjan mein kya, man mein kya thA
Priit ya chal tha, kya pahachaane
Chit ke chor, kathor hriday ke
Kyon mile the ham
O nirdaii priitam
O nirdaii priitam
Pranay jaga ke
Hriday churaa ke
Chup hue kyon tum
O nirdaii priitam
O nirdaii priitam
PraNay jagA ke
Hriday churaa ke
Chup hue kyo.n tum
O nirdaii priitam
Ye chandaa shiital kahalaataa
Phir kyon mere ang jalaataa
Phuul saa komal, baaN madan kA - 2
Shuul banake tan mein chubh jaataa
Tumhare shur ke birahaa tap mein
Aag banii punam
O nirdaii priitam - 2
Aa ...
Tum madhuban ke ramar sayaane
Ban kii kalii tera hriday na jaane
Gunjan mein kya, man mein kya thA
Priit ya chal tha, kya pahachaane
Chit ke chor, kathor hriday ke
Kyon mile the ham
O nirdaii priitam
O nirdaii priitam
Pranay jaga ke
Hriday churaa ke
Chup hue kyon tum
O nirdaii priitam
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.