[Verse 1: Nabeel Akbar]
Din raat bhaagey peechey apnay khwaab ke
Ye ghr jese kaanch ke sb aarpaar dikhe
Poori dunya ke saamnay mein khara
Seena taan ke hai dao pe ye jaan kese haar maanlete
Baar baar kehte ek hi baat apnay apko
Ke bdleyga wqt chahay jese bhi halaat hon
Smbhaal apnay aapko nai hosh o hawaas kho
Rkh khud pr bharosa tu baat meri maan tw
Krtey bakwaas ye sb bewaja bematlab
Maaf krna hun thora lehjey ka be adab
Abhi ka nai mjhpe pehle ka ye asar
Jb thi zarurat jaanay sb they kidhr
Parchay katay attemp to murder ke
Jaasakta kese mein paar abhi border ke
Dikhta nai social pe, kamray mein hotel ke
Do din se total mein, jin daala bottle mein
Bachpan se dekhe huay thaanay or court humne
Saath apnay larkay 24 ghantay chokannay
Wo nai jo dhoka de moqay pe choka de
Qatray k badlay samandar lautaa te
Kachray se nikle lrkay ye boht aagay
Izzat di Khuda ne kia apni aukaat h
Dunya se puri milney mjhko log aatay
Dil ko lgein saadhi si do baatein
Kesi paheli ye zindagi meri
Ban chuka star mawali nashedi
Sb akar nikal dunga minute mein teri
Ab apni adaalat apni kacheri
Dhul na sakegi ye daaghi hatheli
Kuch apni khata tw kuch qismat thi meri
Kehte they ziyada din tikna nai mein
Ab humko bhi jaanein karachi se cali
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?