Danish Roomi Verse 1:
Tujh se ab hum milein
Na milein ya rahein
Dur aur dil jalein
Na jalein par yahan
Danish Roomi Hook:
Jalte diye
Pay bhun chukay
Dil k mere
Iraday thay jo
Jani Verse 2:
Kya khoob ho tum
Kya khoob hain hum
Ye ankhein dariya toh doobein hum
Kya likhein tujh par wajood hai sab
Hanste hain khud par ajoob hain hum
Khoon safaid aur dil siyah hai
Raabte sab munqata hain
Mushkilein kyun darmiyan thi
Dil jale ham ya dil diya hai
Qareeb na isse bura mazeed kya ho
Main jhoota toh agli subha naseeb na ho
Qareeb ao yeah come and see me
Tumne kaha tha mujh main koi kami thi nahi
Mehroom ho ulfat se teri kyun ashkon k bistar per liptay tanhai say
Kal tha ya na hona tera
Ab umeedein zinda yaadon ki razayi mein
Bas gaye dil mein tum aise
K dikhte ho tum mujhe khud ki parchayi mein
Bichdein hain kuch aise tumsе k badal k rakh diye wafa k mayine
Tujh se ab hum milein
Na milein ya rahein
Dur aur dil jalein
Na jalein par yahan
Danish Roomi Hook:
Jalte diye
Pay bhun chukay
Dil k mere
Iraday thay jo
Jani Verse 2:
Kya khoob ho tum
Kya khoob hain hum
Ye ankhein dariya toh doobein hum
Kya likhein tujh par wajood hai sab
Hanste hain khud par ajoob hain hum
Khoon safaid aur dil siyah hai
Raabte sab munqata hain
Mushkilein kyun darmiyan thi
Dil jale ham ya dil diya hai
Qareeb na isse bura mazeed kya ho
Main jhoota toh agli subha naseeb na ho
Qareeb ao yeah come and see me
Tumne kaha tha mujh main koi kami thi nahi
Mehroom ho ulfat se teri kyun ashkon k bistar per liptay tanhai say
Kal tha ya na hona tera
Ab umeedein zinda yaadon ki razayi mein
Bas gaye dil mein tum aise
K dikhte ho tum mujhe khud ki parchayi mein
Bichdein hain kuch aise tumsе k badal k rakh diye wafa k mayine
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.