[Hook]
Flow mera lehraata kimono
Alag duniya se, mai Piccolo
Baje yeh alag, na Sicko Mode
Meri yeh wave tum fislo. (×2)
[Post-Hook]
Fislo, fislo, meri yeh wave tum fislo
Swaagatam aawara mitro
Dard hum dete, na disco
Fislo, fislo, meri yeh wave tum fislo
Flow mera lehraata kimono
Alag duniya se, mai Piccolo
[Verse 1: GRAVITY]
Chale mere khaate, tere gine bhi na jaate
Paltu mai kismat bina liye paase
Todta muh, jala deta aakhein
Bana deta murga, bigaadunga dhaache
Yeh bas dekhe kaun chhaape
Hum theke pe aate aur maarte chhaape!
Fati jo teri toh lagwale taake
Mai kaafi darawna, rakhta na naate
Panje yeh do dhaari, akkal yeh khunkhaar hi
Karna na hoshiyaari, chalti bas bolchaali
Fule ko fodta nahi, seedha udaata
Mai piche pada aur tu picha chhudata
Tu mofat ka khaata, mai ghadi ka kaata
Duniya ko ghumata, buniyaadein banata
Mai seedha, na saadha, mai sadhu sa jaaga
Tu sota toh aake mai neende udaata
Mai bura hu sapna, jhooth bole, sach bana kadwa
Bhoot bane, kam pada marna, zaruri tera hai darna
Bitha deta jaise yeh dharna, kismat ka palatta panna
Mahaan pehle se, kya banna? Uchaai pe zindagi tanha

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.