0
Living In The City - ​aleemrk
0 0

Living In The City ​aleemrk

Living In The City - ​aleemrk
[Intro: aleemrk]
Mein baat karun parday me rae ki
Tu raaz mere kin ko bataega?
Me khaas karu arse se shayari
Wo poochte hai kitne me ayega?
Me yaad karu milti nahi saeki
Tu haq bhala kitne jataega?
Me bhai mere doobne ka aadi
Tu bhai mera kitna bachaega?

[Hook: aleemrk]
Living in the city jaha koi mera khaas nahi
Living in the city jaha koi mere sath nahi
Living in the city jaha sab bante baap
Likin dogla mijaaz koi bhi sunta awaaz nahi
Living in the city jaha maut se bhi raabta
Living in the city jaha jeena bhi azaab tha
Living in the city jaha pyaar doge 4 gunna
8 gunnah kar ke wo 10 gunnah kaat'ta

[Verse: aleemrk]
Khuwaishe murda kuch bhi mangunga nahi maut tak
Thokar kha ke girta
Mujhpe jachta nahi koi shortcut
Life is a race menе kar ke dekhi job tak
Kama to lu urau kaha? Mar chuke mеre shauk sab
Logo se nahi milta mera is jahan pe bohot shaq
4 bande maare han tu karachi ka bohot thug
Jin logo ke sath zindagi ke 7 saal guzaare
Un ne daga dee
Ab saza ye me nahi hu un kee pohonch tak
Maatha tek maatha tek duniya tujhe like deri
Jaha tak mujhe yaad hai me to nahi tha kal tak type teri
7 maheene gayab raha suni ek awaaz bas
Gaana phek gaana phek toot rahi hai hype teri
Pagal hai kya beta mene is liye likhe gaane nahi
Jis duniya se lataaluki wohi duniya mujhe jaane bhai
Jo kal ko maara bhund to kiya tu dega mera sath?
Agar nahi to meri jaan khud ko fan mera maane nahi
Laakho me kamata par uraya mene kaha par?
Baatu yaha niwaale haq se maanguga me waha par
Jaha par jani jeena bhi asaan hoga
Sab se pehli baat ke insaan bhi insaan hoga
Khud se bolu jhoot ke ab yaad teri aati nahi
Mashoor hee nahi hota jo tu zindagi se jaati nahi
Decemeber ke maheene 7 shows mana kare
Us kee waja ye mashoori mujhe kabhi kabhi khaati bhai
Han itna bhi mashoor nahi par jitna bhi hu ziada hai
Jitna mene dia shayad us ka bhi ye aadha hai
Jitna banda khota us ka dugna hee to paata hai
Izzat itni aaj to kiya zillat ka andaza hai
Badla nahi me fame le kar ab bhi jaana wahee hu
Ab bhi khaata dhakke kabhi kaha kabhi kahee hu
Izzat itni bani ke burai nahi kar paate
Meri khench lena taang jo mein kal ko idhar nahi hu
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?