Sabr kiya dard sahe
Teri chokath pe bethe rahe
Bhole hum bhole tum
Aur zamane ki sunte gaye
Meri tune na suni kabhi
Kyun me tumko pukarun
Ansun bethe qaid palkon pe
Kaise inko bahaun
[Chorus]
2x Ishqiya maine haan
2x Main haara, main haara, main haara
Tu ne kaha jo maine kiya woh
Ab kiya gila hain tujhe
Hum to hue jogi tasbeeh teri
Kar hansil hua kiya hamain
Tooti tasveerain kaise joorun main
Jhoote daave kaise toolun main
Ishq tha sacha magar tum beejaan the
Kaash kabhi tu samajh ta mujhe
Teri chokath pe bethe rahe
Bhole hum bhole tum
Aur zamane ki sunte gaye
Meri tune na suni kabhi
Kyun me tumko pukarun
Ansun bethe qaid palkon pe
Kaise inko bahaun
[Chorus]
2x Ishqiya maine haan
2x Main haara, main haara, main haara
Tu ne kaha jo maine kiya woh
Ab kiya gila hain tujhe
Hum to hue jogi tasbeeh teri
Kar hansil hua kiya hamain
Tooti tasveerain kaise joorun main
Jhoote daave kaise toolun main
Ishq tha sacha magar tum beejaan the
Kaash kabhi tu samajh ta mujhe
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.