
Duur Ke O Chanda Aa Meri Baanhon Mein Aa Lata Mangeshkar
On this page, discover the full lyrics of the song "Duur Ke O Chanda Aa Meri Baanhon Mein Aa" by Lata Mangeshkar. Lyrxo.com offers the most comprehensive and accurate lyrics, helping you connect with the music you love on a deeper level. Ideal for dedicated fans and anyone who appreciates quality music.

Duur ke o chanda aa meri baanhon mein aa
Dil mein roshani kar aankhon mein tuu muskura
(ghar-ghar saavan barase hai
Pyaasi mamata tarase hai) - 2
Bin tere mera aangan suunaa-suuna
Duur ke o chanda
Bholi-bhaali aankhon mein
In matavaali aankhon mein
Dil mein hai jivan ka manahar sapana
Duur ke o chanda
Dil mein roshani kar aankhon mein tuu muskura
(ghar-ghar saavan barase hai
Pyaasi mamata tarase hai) - 2
Bin tere mera aangan suunaa-suuna
Duur ke o chanda
Bholi-bhaali aankhon mein
In matavaali aankhon mein
Dil mein hai jivan ka manahar sapana
Duur ke o chanda
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.