Jokhay & Shareh - Giving In (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Jokhay & Shareh - Giving In (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Intro]
Yeah, yeah, yeah, yeah, hmm
[Verse 1]
Khade haath leke khaali hum (Yeah, yeah), kabhi fursat se dekho toh (Hmm)
Maine paaya hai kho ke sab, kabhi fursat se milo toh (Yeah, yeah), batayenge dastaan tujhe
Tu lage mere gale, kaise raaste khulein (Yeah, yeah, yeah)? Par samjha na sake
Yeh bhool hai humari bata na sake, tum hi khaas the
Phirein na hum baat se
Hoti thi asaani kaafi saari, jab tum saath the (Yeah, yeah, yeah)
Bichhadne pe majboor zamane ke hum haath se
Tum likh dena is takhti pe ke aashiq the is naam ke (Hmm)
Thode the mazaiyaah, bade khush-mizaaj-se
Lekin jab bhi likhte the toh behad na-hisaab-se (Yeah)
Kitni thi kahaani? Kitni asal unke haadse?
Tabhi hain ye gaanein is marhoom ki kitaab-se
Mujhe yaad tujhse pehli mulaqaat bhi
Kya tum jaanti ke jalta tujhse chaand bhi?
Kyunki hum tareefon ke pull baandhein, jab bhi tujhse karein baat
Har raag, har raat, naam ki (Yeah)
Woh thi jhooti tassalli ya neeyat mein khot? (Hmm)
Woh saaki hain gaye tab se sookhe hain honth (Yeah)
Koi haath hi na thaame, is baat ka afsos (Yeah, yeah)
Ye jaam rahein khaali, intezaar karein roz
Kisi jaanib yoon hi chal pade (Yeah, yeah) hum meelon door
Kitne khwaab maine dekhe the (Hmm), woh sab gaye toot (Yeah, yeah, yeah)
Umeed kya lagayein? Ab bejaan-si hi ho gayi ye rooh (Hmm)
Tujhe jaante, sab waaqif hain

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.