0
Shaam se Aankh mein nami si Hai - Jagjit Singh
0 0

Shaam se Aankh mein nami si Hai Jagjit Singh

На этой странице вы найдете полный текст песни "Shaam se Aankh mein nami si Hai" от Jagjit Singh. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Shaam se Aankh mein nami si Hai - Jagjit Singh
Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai
Shaam se aankh mein nami si hai

Dafan karr do humme ke sans mille
Nabaj kuchh der se thami si hai
Aaj phir aap ki kami si hai

Waqt rehta nahin kahi tikk karr
Iski aadat bhi aadmi si hai
Iss ki aadat bhi aadmi si hai
Aaj phir aap ki kami si hai

Koi rishta nahin raha phir bhi ek tasveer lajmi si hai
Shaam se aankh mein nami si hai
Aaj phir aap ki kammi si hai..
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности