Her Smile Umer Anjum, Savage & superdupersultan
На этой странице вы найдете полный текст песни "Her Smile" от Umer Anjum, Savage & superdupersultan. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Chorus: Savage & Umer Anjum]
Chal padhe ham (Chal padhe ham, Chal padhe ham)
Tere shehar se kaafi door
Tere diye khat sath
Teri yaadein mehfooz
Ek tera intezar mai bas rahe taakun
Chal padhe ham (Chal padhe ham, Chal padhe ham)
Tere shehar se kaafi door
Tere diye khat sath
Teri yaadein mehfooz
Ek tera intezar mai bas rahe taakun
[Verse 1: Savage]
Teri yaadein raaton ko aake yun pehra de
Tum samandar aur main bhatka hua sehra mein
Tum samajh na saki tumse jo tha kehra main
Zakham to aur bhi the lekin laga gehra ye
Pehla ye, doosra wo, wo bas baat dhoondhti
Mujhse bhagne ke liye wo ab kaam dhoondh rahi
Dil ke chaaro khanon mein teri awaaz goonjti
Hai zaroori kitni tujhe abhi maloom nahi
Gir ke bhi sambhalte
Sambhal ke kabhi girte
Tumhe de jo maulat waqt
Tum aana wapas milne
Thoda fursat se
Thoda sa waqt leke
Reh gaye khaali haath janam tumhein sab deke
Sab dekhe idhar apne bas mafaad
Uss ghar mein hai khushi jis ghar mein fasaad
Taake rahe rahe tera intezar
Baatein sacchi tum karo aitebaar

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.