0
Nasha Yeh Pyaar Ka Nasha Hai - Udit Narayan
0 0

Nasha Yeh Pyaar Ka Nasha Hai Udit Narayan

На этой странице вы найдете полный текст песни "Nasha Yeh Pyaar Ka Nasha Hai" от Udit Narayan. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Nasha Yeh Pyaar Ka Nasha Hai - Udit Narayan
Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano

Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano
Kee jabse maine tumko yeh dil de diya, mitha mitha sa dard le liye
Suno o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano

Najar se yu milee najar, divana mai ho gaya
Asar yeh kya hua asar, kahan yeh mann kho gaya
Behke behke kadam, behka behka hai mann
Chha gaya chha gaya mujhpe deewanapan
Sun o priya, maine tumko dil diya
Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano

Jhukee jhukee nigah me bala kee shokhiya chhupee
Khulee khulee laton me bhee hay, ghata kee mastiya rukee
Yeh haya yeh ada yeh hasin yeh nayan
De gaya de gaya mithee mithee chubhan
Suno o priya, maine tumko dil diya

Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano
Kee jabse maine tumko yeh dil de diya, mitha mitha sa dard le liye
Suno o priya, maine tumko dil diya
(Nasha yeh pyaar ka nasha hai, yeh meree bat yaaron maano
Nashe me yaar dub jao, raho na hosh me deewaano) - (3)
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности