[Intro: Nazaré Pereira]
Lambo
O sol vive sem amor
Eu não vivo sem te ver
Quem chega na maré cheia é cantiga de bem querer
[Chorus: Karun]
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door
Door na jaana tu mujhse door (Haan, haan, haan)
Door na jaana tu mujhse door
[Verse 1: Arpit Bala]
Haan ji, haan ji, de do mic pe light ab hai
Bolna bohot kuch toh khol li botal hai
And I swear to God, this ain't that liquor talk
Mujhe nahi karna flex par ye bandi aisi
Gunguna hi deti mere gaane sunke
Maano ratke baithi mere verse ye saare
Bandi boycut rapper, ispe line hai ladko ki
Par gaati gaane sirf mere waale
Bhai sach main bolu toh ye bandi set hai
Na ye fooke maal aur na ye karti diet hai
Mera dil bhi dekh ke poochhe, "Kaun hai, bhai?"
Main kehta, bhai to bhai, "Ye tere bhai ki setting hai"
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tere bhai ki setting hai
Tujhe dekh ke pighal sa jaata main
Fikar unki jo rahe teri galiyon mein
Haan ji, rehti tu band kamro mein se
Kabhi dekh le khud ko tu sheeshe mein
Haan ji, nazre utaar tu sheeshe se
Aankhein aise jaise kanche aur kainchi hai
Baaki saari ab lagti hain feeki-si
Tu hi tu aur tu hi andhere-si
Rehta tha behka par tere diwano se darta tha thoda-sa
Thoda toh main bhi ab tere diwano-sa rehta hu behka
Tere kanche-si aankho mein rehta hu behka-sa

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.