[Pre-Chorus: Natasha Noorani]
Chamakti jo roshni aisay majboori se thak gayi
Shaamon mein sog karte, mombatiyon se
Sheher mein girray huay sitaray
Kartay umeedon ki baatein
Tootay hain dil ye bechaaray
Pehni hui iss anah se
Kab tak sunein gai dilaasay?
[Chorus: Natasha Noorani]
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
[Verse: JJ47]
Tum mere saath main nahi hotey ho
Per mera sath bhi nahi Chortay ho
Humsey doori bhi rakhtey ho
Lekin kabhi mulakaat bhi nahi chortay ho
Kabhi mera Hath bhi nahi chortay ho
Baat bhi nahi chortay ho
Raat bhi nahi chortay ho
Sir pe betha ke aukaat bhi nahi chortay ho
Keh sakein tumse halaat bhi nahi chortay ho
Jeet manu ya haar manu?
Main kis ko sab zimedaar manu?
Tumhey hasna kyun nahi yaad rehta
Yeh kaisa tera qirdaar manu
Ansu gir kar moti bantey
Dolat bangai, udhaar Manu
Rab deta bando ko chhoot aksar
Saudey kar kay farrar manu
Bistar ki bikhri chaadarien hain
I made surе tumhe yaad rahe hain
Kuch cheezien dil pе chaap chorien
Kuch gardan pe tere dant rahe hain
Hum kesi cheezien pe ankh rakhtey
Aapno main apney chant rahe hain
Hum tumsey dil ki baat krtey
Tumhe lagta hum tumhe dant rahe hain
Kyun?
Yeh nahi Khamiayan hain
Na hi khoobiyan hain
Le kr halka dil mein bhi yahan
Tu bhi yahan hai
Abhi to raat baaki baat baaki daastan hai
Na ab dooriyan bachi
Phir Kya darmiyaan hai?
Kya kuch karney pe agai
Moo pe larney pe agai
Phirsey bicharney pe agai
Maut nahi asaan tu kyun marney pe agai
Kya kuch kehtey hum tumsey
Maine likhta raha aur tu Parhney pe agai
Hijar ki batien shehron main goonjay
Dunya Dharney pe agai. (wow)
Chamakti jo roshni aisay majboori se thak gayi
Shaamon mein sog karte, mombatiyon se
Sheher mein girray huay sitaray
Kartay umeedon ki baatein
Tootay hain dil ye bechaaray
Pehni hui iss anah se
Kab tak sunein gai dilaasay?
[Chorus: Natasha Noorani]
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
Bolo ke kaisay hum huay tanha?
[Verse: JJ47]
Tum mere saath main nahi hotey ho
Per mera sath bhi nahi Chortay ho
Humsey doori bhi rakhtey ho
Lekin kabhi mulakaat bhi nahi chortay ho
Kabhi mera Hath bhi nahi chortay ho
Baat bhi nahi chortay ho
Raat bhi nahi chortay ho
Sir pe betha ke aukaat bhi nahi chortay ho
Keh sakein tumse halaat bhi nahi chortay ho
Jeet manu ya haar manu?
Main kis ko sab zimedaar manu?
Tumhey hasna kyun nahi yaad rehta
Yeh kaisa tera qirdaar manu
Ansu gir kar moti bantey
Dolat bangai, udhaar Manu
Rab deta bando ko chhoot aksar
Saudey kar kay farrar manu
Bistar ki bikhri chaadarien hain
I made surе tumhe yaad rahe hain
Kuch cheezien dil pе chaap chorien
Kuch gardan pe tere dant rahe hain
Hum kesi cheezien pe ankh rakhtey
Aapno main apney chant rahe hain
Hum tumsey dil ki baat krtey
Tumhe lagta hum tumhe dant rahe hain
Kyun?
Yeh nahi Khamiayan hain
Na hi khoobiyan hain
Le kr halka dil mein bhi yahan
Tu bhi yahan hai
Abhi to raat baaki baat baaki daastan hai
Na ab dooriyan bachi
Phir Kya darmiyaan hai?
Kya kuch karney pe agai
Moo pe larney pe agai
Phirsey bicharney pe agai
Maut nahi asaan tu kyun marney pe agai
Kya kuch kehtey hum tumsey
Maine likhta raha aur tu Parhney pe agai
Hijar ki batien shehron main goonjay
Dunya Dharney pe agai. (wow)
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.