Nafs e Ammara CHEN-K
На этой странице вы найдете полный текст песни "Nafs e Ammara" от CHEN-K. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Verse 1]
Wo dekh phir se unki tujhpe nazren hain
Kab se teri awaaz ke liye taras rahe hain
Per Kuch naraz hain, tujhse pakre hain
Teri janamaaz dekh kar tujhpe tapre hain
Islam aur Allah tera bakwaas hai
Jawab iska Jis mulk mein tera naam hai
Hawaai Adam ka mazhab Islam yeh
Rakhi Saawant se bhi ziada badnaam hai
Yeh kurta shalwaar tu bahar kyun ni pehenta?
Mosiqi haram hai ispe tera kya Kehna?
Bhae Kholde zanjeeren, kuch tou rehem kha
Main dost hun tera .. ilaaj kara zehen ka
Mu kyun band hai tera kuch tou bhaunk na!!
Yeh loag bolrahe hain tu munaafiq Firawn sa!
Lautja gunaahon mein lautja, kuch nahi karskta tu is gandi qaum ka
Jin mulkon mein mashoor tu, wahan dekhega nangi hoor tu
Jin mulkon mеin de shaoor tu, wahan dekhega maghribi dastoor tu
Khaal mеin siyaahi, safaid baal wah..
Tu khud bhi ghulam maghribi riwaaj ka
Industry ka dushman tu dushman Dajjal ka
Per Ulma ka fatwa tu kaafir samaaj ka
Huh gandi ... Teri bhi tou ek bandi
Tujhe bhi tou lagti hai bhook badan ki
Badan ki bhook tou zarurat ek mard ki
Phir tune yeh kesi rakhdi paabandi???
(Adhaan Sound) Shaam Asar ki
Kidhar jaraha hai kya main ne baat khatam ki?!
Banadunga teri jannat main dozakh si
Zaban yeh tere pakke dushman ki..

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.