Verse:
Kari na ho kaali karey kaam iss saal aisi gai koi raat nahi
Chunu jo bhi beat karu kill fir daal deyta usmei mai jaan nai
Aagya mai kaha sey kaha yeh hai chaukaaney wali baat par hota na hairaan
Pareshaan padey dekhe mujhe shaan sey maine jo kiya thaan ke
Khada jo abb makaam pey abhi toh khaley
Haan bhala baney yeh khudpar he aapada
Khamakha socha toh apne liye kya na tha
Hue kitne aankhon ke aagey aise laapata
Par hai mujhe karna do guna paisa baap ka
Khwaab tha jo aaj bana sach kiya raise bar jo na kisiney kiya tha touch
Jo bhi hai bola woh sach sab shat pratishat sunney waaley karey trust kar shakk kabhi mat
Chal abhi katt ley mai karu jo ho mann na kabhi kisi ke bas mei
Jhooti na khata kasmei bhatka na mai rasstey karey yeh nashey sastey
Padey jo baithe thass mai
School mei udaatey the mazaak mera lagtey the hassney jo dekhke yeh chashmei
Aaj kaise karra sach yeh sapney apney damm pey dekhke lagti unki fattney
Hath jodd ke tha kiya maine dhyaan fir aankhein khol diya maine dhyaan liya maine gyaan
Karna tha jo tha liya thaan liya maine maan khudko tha liya pehchaan harr shaam
Meri kat-ti thi aise ismei he basi meri bhakti jo jaise yahi latt bhi ho jaise
Thodi tough bhi thi waise par jaise taise kar liya saath saath degree bhi padh liya
Mauka dekh usko jakad liya time kiya waste nahi sign kiya deal koi fake nahi
Phase ke bhi change kiya face kai dhyaan diya kaam pey hai clout kiya maine kabhi chase nahi

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.