![Wajah tum ho - Armaan Malik](/uploads/posts/2021-02/2287067.jpg)
Wajah tum ho Armaan Malik
"Wajah Tum Ho" by Armaan Malik, released in 2016, is a romantic ballad (#Pop) that expresses deep love and longing. The lyrics convey the idea that the beloved is the reason for happiness and existence. The song features emotional vocals and a melodic arrangement. Its popularity resonated with audiences, enhancing Malik's status in the Indian music scene.
![Wajah tum ho - Armaan Malik](/uploads/posts/2021-02/2287067.jpg)
Kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab main
Aankhon se aankhe mila ke
Chura loon tere khwaab main (x2)
Mere saaye hain saath mein
Yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho..
Wajah tum ho.. (x2)
O…
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
(Iss pyar ko hum kya naam dein)
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
Kab se adhuri hai ik daastaan
Aaja usey aaj anjaam dein
Tumhe bhuloon kaise main
Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho..
Wajah tum ho.. (x2)
Kitna hoon betaab main
Aankhon se aankhe mila ke
Chura loon tere khwaab main (x2)
Mere saaye hain saath mein
Yaara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho..
Wajah tum ho.. (x2)
O…
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
(Iss pyar ko hum kya naam dein)
Hai ye nasha, ya hai zehar
Iss pyar ko hum kya naam dein
Kab se adhuri hai ik daastaan
Aaja usey aaj anjaam dein
Tumhe bhuloon kaise main
Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon
Wajah tum ho..
Wajah tum ho.. (x2)
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.