0
Wish to die - Bella
0 0

Wish to die Bella

На этой странице вы найдете полный текст песни "Wish to die" от Bella. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Wish to die - Bella

Wish To Die Lyrics


[Verse 1: Arya]

Ab har roz ladta jung khudse bolta nahi hu

Meri baatein na samjhe ye par mai totla nahi hu

Kara totka par koi bhi na khojta hai baap ko fikar meri

Mai uske baare sochta nahi sahatha [Verse 1: Arya]

Ab har roz ladta jung khudse bolta nahi hu

Meri baatein na samjhe ye par mai totla nahi hu

Kara totka par koi bhi na khojta hai baap ko fikar meri

Mai uske baare sochta nahi hu


Han thoda sa mai besabar

Ye halaat bane kaanch ke aur tootne laga hai ghar

Koi thaamega kya haath mera

Mere zindagi ke maaine kisi ko dhoondhe dar ba dar

Hai ek sawaal jo dikhaata mujhe raasta

Dhoondhu mai jawaab ya maut se maangu raabta

Khudka banu naaz na banu mai ek ehsaan sa

Ek aaine ko todte hue mai sochu khwaab ka

Rootha parinda ye aur ghosla bhi tod daal

Maangra hu aas tujhse aasra bhi chod bhaag

Baap ko fakar hai merе hausle e janaaze pе

Aur ghar se rehke door maa se kaise karu mulakaat

Usne bhi choda mujhko zamane ki kya hi baat

Bas ek wafadaar mera bura haal

Saamne rassi Aur ek pankha

Karte mann ki baat

Ab andar toota mai aur bahar deta kandhe chaar

Hataash hogaya mai aur bhaagna tha

Aasmaan tha viraan mujhe khuda naapna tha

Mujhe paani thi woh manzil ghosla bhi banana tha

Kar na paaya kuch bhi ghar satane laga zamana sa

Syaahi aansuon se ho gayi hai

Kala bhi na hoti toh mai khoon kaat ke bahaata

Meri zaat hai hip hop and it saved me for real

Tumhe lage ye bas gaane parinde ne jo saha tha

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности